Munqireen Ne Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ K Jahilana Aitraaz K Jawabaat......
Aitraaz No. 03
12
Rabi-ul-Awwal Mein Khanah-e-Kaabah Aur Madinah Munawwara
Kyu Nahi Sajaya Jata Jab islam Shuru He Waha'n Se
Huwa Hai ?
Jawaab No. 03
Pehle Baat Toh
Yeh Zehan Mein Rakhle'n Hume'n Kisi Kaam Ko Manne K
Liye Aaj K Duar K Saudi Wahabiyo Ki Daleel Ki Hajat
Nahi Hai Qur'aan Aur Hadees Sharif Hamare Liye Kaafi
Hai.
Agar Aisa Kisi Kaam Ka Manna K Liye Aaj K
Saudi Wahabiyo Ki Daleel Le To Mujhe Bataye'n 23rd
September Ko Jo National Day Yaani " Saudi Day " Manaya
Jata Hai Yeh Kaha'n Se Saabit Hai ?
Kya Qur'aan-o-Hadees Se Sabit Hai ?
Kis Sahabi Ne Kiya Tha Aisa Kaam ?
Kaha'n Hai Taba'een Ya Tabe'Taba'een Se is Ka Zikr ?
Shayad
Carodo'n Rupaiya Suadi Day Mein Barbad Karte Hai
Wahabi Log Kisi Mein Himmat Nahi Ki Jakar in Se is
Amal K Baare Mein Puche. Magar Hum Agar Kuch Paisa
Milaad Shareef K Liye Kharch Karde'n Phir Kuch Logo'n
Ko Taqleef Hoti Hai
Khair Jo Aitraz Likha Hai Us
K Jawaab K Liye Hume'n Thoda Sa Tareekh ( History )
Par Nazar Dalna Padhegi. Aaj Se Kam-o-Besh 100 Saal
Pehle ( 1924 Se Pahele ) Khanah-e-Kaabah Aur
Madeenah-e-Munawwara Mein Bahut Shandar Tareeqe Se
Rabi-ul-Awwal Ka Jashan-e-Wiladat-e-Mustafa ﷺ Manaya Jata Tha
Saari Dunya Se Badh Kar Chiragha Kiya Jata Tha.
Lekin 1924 Mein ibn-e-Abdul Wahab Najdi Ne Jazirat-ul-Arab
Par Hamla Kiya Aur Musalmano Ka Qatl-e-Aam Kiya, Waha
Ki Khilafat-e-Umaniya Ko Hata Kar Apni Na-Jaa'iz
Hukumat Qaa'im Ki Aur Naam Saudi Arabiya Rakh Diya. Aaj
Bhi Us Zaleel K Manne Waale Bad-Aqeedah Log
Jashan-e-Wiladat Nahi Manate. Kuch Log Jo Deobandi Kehlate
Hai Woh Bhi Jashn-e-Wiladat Ko Manane Se inkaar Karte
Hai. Haa'n Lekin Apne Darul Uloom Deoband Ka Jashan
Bohat Zoq-o-Shoq Se Manate Hai Aur Us Mein Mushrika
indra Gandhi Ko Bhi Mimber Par Betha Dete Hai. is
Waqiye Ko Mazeed Tafseel Se Janne K Liye is Link Par
Click Kare
https://m.facebook.com/story.php?story_fbid=694285294082985&id=454922198019297
is
Mein Tafseeli Malumaat Hai Us Sharmnak Waqiye Ki Jis
Mein Ek Kafir Aurat Ko Bulakar Us Ko