Jhande Lehrana Kis Ki Sunnat Hai ?
Saboot No. 01
Hazrat-e-Amina رضى الله تعالى عنه Farmati Hai'n Ki,
" Jab Muhammad ﷺ Ki Wiladat Huwi Us Waqt Hazrat Jibreel علیہ السلام Ne 3 Jhandey Nasab Kiye Ek Magrib Mein, Ek Mashrik Mein Aur Ek Kaabe Ki Chat Par "
is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddees Dahelvi ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه Ne Apni Kitab "Madarij-un-Nabuwa " Jild No. 02 Mein Naqal Kiya Hai.
Saboot No. 02
Hadees Shareef Mein Aata Hai K Jab Sarkar ﷺ Madina Shareef Mein Dakhil Huwe To Aap K
Haath Mein Sabz Jhanda Tha.
( Wafa Al Wafa, Jild No. 01, Page No. 243 )
Saboot No. 03
Huzoor ﷺ Ki Peda'ish Par Hazrat Jibraeel علیہ السلام Ne Jhandey Garhey.
( Khasais Al Qubra, Jild No. 01, Page No. 82 )