Kya Abu Lahab Ne Bhi Milaad-e-Mustafa ﷺ Manaya ?
Jab Huzoor ﷺ Ki Wiladat Huwi Tab Abu Lahab Ki Laundi ( Gulam Aurat / Lady Slave ) Sobiya Ne Abu Lahab Se Kaha Ki Tujhe Bhatija Huwa Hai is Khushi Mein Abu Lahab Ne Apni Us Laundi Ko Ungli K ishare Se Azad Kiya Tha. Bas Jab Abu-Lahab Mar Gaya To Us K Baad Ahl-e-Khana Ne Ushe Khuwab Mein Buri Halat Mein Dekha To Us Se Puchha " Tera Kya Haal Hai ? " To Abu Lahab Ne Kaha " Main Ne Tumhare Baad Koi Bhalaa'ee Nahi Payi Lekin Mujhe Us Ungli Se Paani Diya Jata Hai Jis Se Main Ne Hazrat Muhammad ﷺ Ki Wiladat Ki Khushi Mein Sobiya Ko Aazad Kiya
Tha "
📕( Sahih Bukhari, Jild No. 01, Page No. 153, Hadees No. 5101, Kitaab-un-Nikaah )
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/eid-e-milad-un-nabi.html