Qur'aan-e-Kareem wa Furqan-ul-Hameed Mein Allah Kya irshaad Farmata Hai ?
" Beshak Tumhare Paas Tashrif Laye Tum Mein Se Wo Rasool ﷺ Jin Par Tumhara Mushakkat Mein Padhna Gawara Nahi Hai, Tumhari Bhalayi K Nihayat Chahne Wale Musalmano'n Par Kamale Meharban Meharban "
📕 ( Surah Tauba , Ayat No.128 )
is Ayat Mein Allah Tabarak wa Ta'ala Khud Gawahi De Raha Hai Apne Rasool ﷺ Ki Hum Gunahgaro'n Se Be-inteha Muhabbat Aur Hum Par Meharban Hone Ki.
Aayiye Aap K Saamne Ek Hadees Pesh Karta Hu'n Apne Pyaare Aaqa ﷺ K Meharban Hone Ki, Chunanche Aaqa-e-Kareem ﷺ Ka Farman Magfirat Nishan Hai, Jis Ne Mujh Par 100 Martaba Durood-e-Paak Padha Allah Us Ki Dono Aankho K Darmiyaan Likh Deta Hai Ki Ye Nifaaq Aur Jahannam Ki Aag Se Azaad Hai Aur Us Se Ba-Roze Qiyamat Shohdaa K Saath Rakhega."
📕 ( Majmuazzawayad, Jild No. 10 , Page No. 253, Hadees No. 17298 )
Ab 100 Baar Darood Shareef Padhna Kaunsi Badi Baat Hai ?
Magar Phir Bhi Jahannam Se Nijaat Ki Basharat De Di Gayi Ab Yeh Meharbani Nahi Toh Kya Hai ?
Ab Aur Kya Kya Reason Chahiye Tumhe Apne Pyaare Nabi ﷺ Se Muhabbat Karne K Liye Aur
Un Ki Ki Wiladat Ki Khushi Manane K Liye ?
Note :- Baara-e-Meharbani Rozana Kam Az Kam 100 Baar Darood Shareef Padhna Aap Bhi Apna Mamool Banale'n.
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/eid-e-milad-un-nabi.html