Pehle
Yeh Jaan Ley K Ahle Sunnat K Nazdeek
Eid-e-Milaad-Un-Nabi ﷺ Manana Koi Farz Ya Wajib Nahi, Yeh
Ek Mustahab Amal Hai, Jo Kare Us Ko Sawab Milega
Aur Jo Nahi Kare Us Par Koi Gunaah Nahi.
Ab Baat Yeh Aati Hai K Kya islaam Hume'n ijazat Deta Hai Eid-e-Milaad-un-Nabi ﷺ Manane Ki Ya Nahi ?
is Ka Jawab Yeh Hai K Quran-o-Hadees Ki Roshni Mein Eid-e-Milaad-Un-Nabi ﷺ Manana Bilkul Jaa'iz Hai.
Koi Bhi Dusre Maslak Ka Aalim Aaj Tak Sharayi Daleel Milaad K Haraam Ya Naja'iz Hone K معاذ الله Na Aaj Tak Laa Saka Hai Na La Sakega.
Aage Aane Waale Posts Mein Hum Janenge Ki Kis Tarha Eid-e-Milad-un-Nabi ﷺ Manana Jaa'iz Hai Quran-o- Hadees Ki Roshni Mein
12vi Sharif Ki Nisbat Se ان شاءالله عزوجل Ye 12 Topics Jo Neeche Diye Gaye Hai Aur Mazeed Kuch Points Bhi Pesh Karne Ki Koshish Ki Jayengi.
1 - Aaqa-e-Kareem ﷺ Ki Wiladat Kab Huwi ?
2 - Quran Kya Farmata Hai ?
3 - Rasool'Allah ﷺ Ne Kya Apna Milaad Manaya ? Aur Rasool'Allah ﷺ Ne Apne Milaad K
Mutalliq Kya Farmaya ?
4 - Kya Kisi Sahabi Ne Eid-e-Milaad-Un-Nabi ﷺ Manaya Hai ?
5 - Abu Lahab Ne Bhi Milaad Manaya ?
6 - Juloos Nikalna Kis Ki Sunnat ?
7 - Jhande Lehrana Kis Ki Sunnat Hai ?
8 - Naat Sharif Padhna Kis Ki Sunnat Hai ?
9 - Milaad Par Kharch Karna Kaisa ?
10 - Shaitan Ki Ruswayi Kyu ?
11 - Shab-e-Qadr Se Bhi Afzal Raat Kuan Si Hai ?
12 - Kis Kis Aimmah-o-Muhadiseen Ne Eid-e-Milaad-Un-Nabi ﷺ Ko Jaa'iz Kaha Hai ?
Aur Kuch Jahilana Aitraaz K Jawaabat Wagairah Bhi Dene Ki Koshish Ki Jayegi
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/eid-e-milad-un-nabi.html