Rasool'Allah ﷺ Ne Kya Apna Milaad Manaya ?
Rasool'Allah ﷺ Apne Milaad K Mutallik Kya Farmaya ?
Hadees No. 01
Hazrat-e-Abu Qatada رضی الله عنہ Se Riwayat Hai,
Rasool-E-Karim ﷺ Se Peer Ka Roza Rakhne K Baare Mein Sawaal Kiya Gaya To Rasool'Allah ﷺ Ne Farmaya Ki,
" is He Din Meri Wiladat Huwi Aur is He Din Mujh Par Qur'aan Nazil Huwa "
( Sahih Muslim , Jild No. 02 , Hadees No. 819, Page No. 1162 )
( Nasayi Al Sunan-e-Kubra, Jild No. 02, Hadees No. 146, Page No. 2777 )
Hadees No. 02
" Huzoor ﷺ K Zamane Mein Masjid-E-Nabwi Mein Milaad Huwi is Mein Khud Aaqa-e-Kareem ﷺ Ne Apni Wiladat K Fazail Bayan Kiye."
( Tirmizi Shareef, Jild No. 02, Page No. 201 )
Hadees No. 03
" Khud Nabi-e-Kareem ﷺ Ne Apne Milaad Par Allah عزوجل Ka Shukra Bajaa Lane Ki Talkin
Farmayi Aur Targib Di " Hadees Taweel ( Badi ) Hai Poori Tafseel Neeche Diye Gayi Hadeeso'n Ki Kitabo'n Main Check Ki Jaa Sakti Hai
( Muslim Shareef, Jild No. 02, Page No. 819 )
( Nisaayi Shareef, Jild No. 02, Page No. 147 )
( Baihaqi Shareef, Jild No. 04, Page No. 286 )
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/eid-e-milad-un-nabi.html