Kya Kisi Sahabi Ne Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Manaya Hai ?
Saboot No. 01
Hazrat Abu Saeed Khudri رضی الله تعالی عنہ Se Riwayat Hai Ki Muawiya رضی الله تعالی عنہ Se Riwayat Hai Ki Aaqa-e-Kareem ﷺ
Bahar Nikle Sahaba K Halqey Par, Rasool'Allah ﷺ
Ne Farmaya,
" Tum Yaha'n Kis Wajah Se Beithy Ho, Unho'n Ne Farmaya Hum Allah Se Dua Kar Rahe Hai'n Aur Us Ka Shukar Ada Kar Rahe Hai'n Ki is Ne Apna Deen Hum Ko Batlaya Aur Hum Par Ehsan Kiya Aap Ko Bhej Kar. "
📕( Sunan Nisai, Hadees No. 5432 )
Saboot No. 02
" Sahaba Aur Taba'in Aur Digar Ahle islam Ne Peer K Din Ka Roza Rakh Kar Bhi Milaad Manaya "
📕( Abu Dawood, Jild No. 01, Page No. 331)
Saboot No. 03
" Makkah Shareef K Log Nabi-e-Paak Ki Paida'ish Ki Jagah Ko Milad-Un-Nabi ﷺ K Din Har Saal
Ziyarat Karte Aur Mehfile'n Munaqid Karte "
📕( Jawahir Al Bihaar, Page No. 1222 )
( Note : Aap Se Bhi Guzarish Hai Ki Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ K Din Roza Rakhkar Sahaba-e-ikram Ki Sunnat Par Amal kare'n )
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/eid-e-milad-un-nabi.html