Qur'aan-e-Kareem wa Furqan-ul-Hameed Mein Allah Kya irshaad Farmata Hai ?
“ Tum Farmao Allah He K Fazal Aur Ushi Ki Rehmat Aur Ushi Par Chahiye K Khushiya Kare. "
📕 ( Surah Yunus , Ayat No. 58 )
is Ayat Mein Allah Ne Apne Fazal Aur Apni Rehmat Par Khushiya Manane Ka Hukm Diya Hai.
" Aur Hum Ne Tumhe Na Bheja Magar Rehmat Saare Jaha'n K Liye "
📕 ( Surah Ambiya , Ayat No. 107 )
is Ayat Mein Allah Apne Pyare Nabi ﷺ Se Farma Raha Hai K Hum Ne Tumhe Sirf 1 Ya 2 Aalam K Liye Nahi Bal K Saare Aalam K Liye Rehmat Bana Kar Bheja Yaha Gour Kare Allah Ne Nabi ﷺ Ko Rehmat Kaha Hai Aur Jo Paheli Ayat Pesh Ki Gayi Hai Us Mein Allah Ne Apni Rehmat Par Khushi Karne Ka Hukum Diya Hai.
Jo in Ayaton Ka Munkir Honga Jo Nabi ﷺ Ko Apne Liye Allah Ki Rehmat Aur Nemat Nahi
Samajta Wo Nabi-e-Paak ﷺ Ki Wiladat Ki Khushi Se Aitaraz Karega Yani Wo Ghum Manayega Nabi ﷺ Ki Wiladat Par Magar Hum Toh Khushiya'n He Manayenge
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/eid-e-milad-un-nabi.html