🍀 MASLA:
Sawaab jisey bakhsha jaayega ALLAH TA’ALA ki rehmat waseey hai isiliye bakhshne waale ko bhi sawab milega aur jisey bakhsha usey bhi balke wo kitna hi an ginat kyun na ho sabko wo sawab taqseem ho kar naseeb hoga.


ALLAH TA’ALA farmata hai, meri rehmat har shaey ko waase’y hai.

DALAYIL FATEHA

Jab hum AHLE SUNNAT aur DEOBANDI, WAHABI wagaira mutaffiq hain ki ESAAL E SAWAB (bil khusoos ahle amwaat) ko sawab pahunchta hai to phir in mukhalifeen ko aetraaz kyun sirf isliye k ma’tazila ke usool o aqayid (bahukm ibne abdul wahabi najdi zinda taabanda ho)

Lekin jab tak ahle sunnat zinda hai kisi bhi murde mazhab ko sar uthaane nahi diya jaayega
agar kahin kisi murda mazhab ne sar uthaaya to uska sar kuchal diya jaayega saath hi uska bhi jo us murde mazhab ka saath deta hai.


--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group

📌 Click Here For Other Part-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/saboot-fateha.html