Kya kisi kaafir ko kaafir nahin kahna chahiye aayiye quran se hi poochh lete hain, ALLAH rabbul izzat irshaad farmata hai~
KANZUL IMAAN - Tum farmao ae kaafiron !
📕 Paara 30, surah kaafirun, aayat 1
KANZUL IMAAN - Beshak zaroor unhone kufr ki baat kahi aur islaam me aakar kaafir ho gaye.
📕 Paara 10, surah tauba, aayat 74
KANZUL IMAAN - Bahane na banao tum kaafir ho chuke musalman hokar.
📕 Paara 10, surah tauba, aaayt 66
Magar aaj kuchh bewaqoof log humse ye kahte nazar aate hain ki kisi kaafir ko kaafir na kahna chahiye ki pata nahin ki wo kab musalman ho jaaye, aisa aitraz karne waala bada jaahil hai kyunki agar kaafir ko kaafir na kahne ki yahi daleel hai tab to kisi musalman ko bhi musalman na kahna chahiye pata nahin ki wo kab kaafir ho jaaye maaz ALLAH,
Aakhir wahabi musalman ke ghar paida hokar bhi kaafir ho hi raha hai aur phir dekhiye ki RUB taala quran muqaddas me kaafir ko to kaafir kah hi raha hai magar un logon ko bhi kaafir kah raha hai jinhein khud musalman kaha yaani musalman tab tak hi musalman kahlayega jab tak ki wo imaan par qaayam ho aur jis din wo imaan se phira to kaafir hi kahlayega, par aaj kuchh logon ne imaan ko apne baap ki jaaydaad samajh liya hai ki chahe maaz ALLAH khuda wa rasool wa uske waliyon ki shaan me laakh gustakhi karo magar jaaydad ki tarah apna imaan kahin nahin ja raha hai wo to baap ki jageer hai use to haasil kar hi lenge, aise logon ke liye quran ki chund aaytein pesh karta hoon maula taala irshaad farmata hai -
KANZUL IMAAN - Kya log is ghamand me hain ki itna kah lene par chhod diye jayenge ki hum imaan laayein aur unki aazmayish na hogi.
📕 Paara 20, surah ankaboot, aayat 2
KANZUL IMAAN - Jo kuch aamaal unhone kiye humne sab barbaad kar diye.
📕 Paara 19, surah furqaan, aayat 23
KANZUL IMAAN - Amal karen mashakkt jhelen aur badla kya hoga ye ki bhadakti aag me baithenge.
📕 Paara 30, surah gaashiya, aayat 3-4
Amal karen mashakkat jhelen yaani raat-raat bhar jaagkar namaz padhen, din ko bhooka pyasa rahkar roza rakhen, laakhon rupya kharch karke hajj par jaayein, saalon saal zakat ada karen aur aakhir me kya milega aag-aag aur sirf aag matlab wahi ki sirf kah lene bhar se koi musalman nahin ho jaata ki main musalman hoon balki musalman hone ke liye wo aqeeda bhi rakhna padta hai jo sirf aur sirf sunniyon ke paas hai lihaza jo sunni hai wahi musalman hai
aur jo sunni nahin wo musalman bhi nahin aur jo musalman nahin wo yaqinan kaafir hai aur use kaafir kaha jayega, kyunki ye bhi ek aqeeda hi hai ki jis tarah musalman ko musalman jaanna zaruriyate deen se hai usi tarah kaafir ko kaafir jaanna bhi zaruriyate deen hai, padhiye ~
FUQHA - Jo kisi kaafir ke kufr me shaq kare wo bhi kaafir hai.
📕 Raddul mukhtar, jild 3, safah 317
Lijiye baat poori ho gayi ki kaafir ko kaafir hi maana jayega, samjha jayega, kaha jayega aur agar koi kisi kaafir ke kufr me shaq karega to khud kaafir ho jayega aur yahi raajeh hai, ab chalte-chalte in wahabiyon ke imaamo ka bhi kuchh qaul padh lijiye, ashraf ali thanvi ne likha ki -
WAHABI - Kufr ke liye ek hi baat kaafi hai aur aisa shakhs bhi kaafir hai jo kufr ko kufr na kahe.
📕 Ifaadate yaumiya, jild 6, safah 24/318
Rasheed ahmad gangohi ne likha ki
WAHABI - Shariyat ka hukm hai ki kaafir ko kaafir kaho hum to jis par alaamate kufr dekhenge use kaafir hi kahenge.
📕 Tazkiratur rasheed, jild 2, safah 196
Hum bhi wahi kah rahe hain ki jiske andar zara bhi kufr ka asar dekhte hain usko chhodte nahin pahle to samjhate hain agar samajh gaya to bahut achchha warna kufr ka fatwa lagakar uska totally bycott kar dete hain jaisa ki wahabi, devbandi, qadiyani, khaarji, raafji, ahle hadees, jamate islami wa deegar bad deen waalon ki gardano par suniiyon ki talwar hamesha chalti hi rahti hai aur qayamat tak chalegi in sha ALLAH taa'la
--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ Naushad Ahmad Zeb Razvi (Zebnews)
📌 Click Here For Relative Post-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/mix-topic-roman.html