✒ Chapter- 4 " FAZA'ILE WAZU "
______________________________________
🖌️HADEES:
Jo Eik Eik Bar Wazu Kare (Wazu Me Apne Aaza Ko 1-1 Bar Dhoye) To Ye Zaroori (Farz) Hai Aur Jo 2-2 Bar Dhoye Uske Liye Doona Sawab Hai, Aur Jo 3-3 Bar Dhoye Ye Mera Aur Pichle Ambiya Ka Wazu Hai.
{Musnade Imam Ahmad Bin Hambal, Jild-2, Page-417, Hadees No-5739}
🖌️HADEES:
Jo Shakhs Wazu Par Wazu Kare (Wazu Hote Huye Bhi Taza Wazu Kare) Uske Liye 10 Nekiyan
Hain.
{جامع ترمذي، أبواب الطهارة، باب ماجاء أنه يصلي الصلوات بوضوء واحد، جلد-۱، صفحہ-۱۲۴، رقم الحدیث-۶۱}
-------------------------------------------------------
📕 HAQ KI BANDAGI
🖌️Mufti Sufi Muhammad Kaleem Hanfi Razvi Noori Sahab Qibla
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/haq-ki-bandagi.html